Picture
Yesterday, I was going through one of my old diaries and found this piece of work. This was written by me when I was in senior secondary school. I couldn’t control my laughter and immediately wanted to share this. Please excuse me for my emotional outburst at some places. Hope you enjoy them.. ;)











1      Kohre me khushboo aaj bhi hai,
        Raat me khamoshi aaj bhi hai,
        Adhuri si kuch baat aaj bhi hai,
        Tumhari yaad ka toh pata nahi par aankhon me aasun aur intezar aaj bhi hai..


2      Haadso ki kadwahat ko kismat ka naam dete chale gaye,
        Ek ittefaq se wo is bewatan ki zindagi me aaye,
        Aur usi ittefaq se wo hamari manzil bante chale gaye..



3      Yaadon ke saaye me sukun kisne paaya hai,
        Hamare jaisa dard ishq me kisne paaya hai,
        Wo toh jee baithe hamare bina zindagi,
        Hamara dard toh khuda bhi nahi puchhne aaya hai..



4      Chup rehne par bhi khamoshi me ik shor hai,
        Hamare jaisa ishq karne wala shayad hi is duniya me koi aur hai,
        Hamara waqt nikalta hai unki fariyad karke aur wo kehte hai ki
        Tumhare jaise ashiq toh kai aur hai..



5       Pyaar ki raaho me yun laapta naa hote,
         Agar dil lagane ki khatta naa karte,
         Pata hota kuch manzil ka apna,
         Agar izzhare mohabbat kuch pehle karte..



Lots of love,
Mrinal

PS- I don’t indulge in such shayari anymore.. :D


aakashdeep
13/5/2011 04:55:20 pm

bhai you rock.... awsm work :D

Reply
aksheya
13/5/2011 05:41:28 pm

areyyyyy.....waah waah mannuu jiii..tusiii tey kamaal de shayar siii..subhaaan alaah!!!

Reply
Amanpreet Singh Chawla
18/5/2011 05:52:09 am

i am loving it!!:):):)<3<3<3!!!

tusi vasde raho bhajji....sadi tuhade naal bahar...!!!:):)

Reply
Mrinal Chawla
18/5/2011 06:35:59 am

Thanks a lot yaaro.!

Reply
Garima pandey
2/6/2016 09:27:44 pm

nice one.....keep writing :)

Reply



Leave a Reply.